Boonde barish ki u zami pe aane lagi, Sondhi si mahak mati ki jagane lagi. Hawao me b jaise masti chhane lagi, Waise hi hame bhi aapki yaad aane lagi.